• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ai Mere Sar-Sabz Khuda

Ai Mere Sar-Sabz Khuda

sara-shagufta

bain karne valon ne

mujhe adh khule haath se qubul kiya

insan ke do janam hain

phir shaam ka maqsad kya hai

main apni nigrani men rahi aur kam hoti chali gai

kutton ne jab chand dekha

apni poshak bhuul gae

main sabit qadam hi tuuti thi

ab tere bojh se dhans rahi huun

tanhai mujhe shikar kar rahi hai

ai mere sar-sabz khuda

khizan ke mausam men bhi main ne tujhe yaad kiya

qatil ki saza maqtul nahin

ghaib ki jangali-bel ko ghar tak kaise laun

phir ankhon ke taat pe main ne likkha

main ankhon se marti

tu qadmon se zinda ho jaati

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bataun Kya Ki Mere Dil Mein Kya Hai

Kab peD Ki Manind Thaharte Hain Musafir

gulzar

Shair

Riwaj-O-Rasm Na Ghar-Bar Ke Musafir Hain

Yun Bhi Hone Ka Pata Dete Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet