• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Dasht-E-Arzu Mujhe Manzil Ki Aas De

Ai Dasht-E-Arzu Mujhe Manzil Ki Aas De

ai dasht-e-arzu mujhe manzil ki aas de

meri thakan ko gard-e-safar ka libas de

parvardigar tu ne samundar to de diye

ab mere ḳhushk honTon ko sahra ki pyaas de

fursat kahan ki zehan masa.il se laḌ saken

is nasl ko kitab na de iqtibas de

aansu na pi sakenge ye tanha.iyon ka zahr

baḳhsha hai gham mujhe to koi gham-shanas de

lafzon men jazb ho gaya sab zindagi ka zahar

lahja bacha hai is ko ghazal ki miThas de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Sham-E-dil-Afroz Shab-E-Tar-E-Mohabbat

MULLA JAMI

Man Hecham-O-Kam Ze-Hech Hum Bisyare

Yun Ulajh Kar Rah Gai Hai Tar-E-Pairahan Mein Raat

Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya

Be-Talab Ek Qadam Ghar Se Na Bahar Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet