• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai But Jo Shab-E-Hijr Mein dil Tham Na Lete

Ai But Jo Shab-E-Hijr Mein dil Tham Na Lete

poet

ai but jo shab-e-hijr men dil thaam na lete

kalma men bhi hota to tira naam na lete

zid par agar aa jaaen ham ai rashk-e-masiha

mar jaate magar munh se tira naam na lete

kamil koi milta jo kharidar-e-dil-o-jan

ye jins yunhi bechte ham daam na lete

kyuun hashr men divana hamen kah ke pukara

nafrat thi to ab bhi vo mira naam na lete

vahshat-kada-e-dahr men chalta jo bas apna

dushman se mohabbat ke siva kaam na lete

jarob-kashi milti agar karb-o-bala ki

hathon se ‘munir’ aur koi kaam na lete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaun Ye Raushni Ko Samjhae

Marte Hue Wajud Ki Hasrat Tamam-Shud

Bas Gaya Jab Se Yar Aankhon Mein

Diwar Pe Rakkha Hua miTTi Ka Diya Main

Mir-E-Mahfil Na Hue Garmi-E-Mahfil to Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet