• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ahl-E-dil Gar Jahan Se Uthta Hai

Ahl-E-dil Gar Jahan Se Uthta Hai

mushafi-ghulam-hamdani

ahl-e-dil gar jahan se uthta hai

ik jahan jism o jaan se uthta hai

chalo ai ham-raho ghanimat hai

jo qadam is jahan se uthta hai

jamaa rakhte nahin, nahin maalum

kharch apna kahan se uthta hai

gar naqab us ke munh se utthi nahin

shor kyuun karvan se uthta hai

vaae be-taqati o be-sabri

parda jab darmiyan se uthta hai

phir vahin gir pade hai parvana

gar tuk ik shama-dan se uthta hai

qissa-e-‘mushafi’ suna kar yaar

ishq is dastan se uthta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

humaira-rahat

Talluq Ki Nai Ek Rasm Ab Ijad Karna Hai

KHol Ke Andar simaT Kar Rah Gaya Main

Purane Ghar Ka Jo Sidha Sa Ek Naqsha The

Teri Mushkil Kisi Ko Kya Malum

poet

Hamare dil Ke Aaine Mein Hai Taswir Nanak Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet