• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agarche Mujhko Be-Tauq-O-Rasan-Basta Nahin chhoDa

Agarche Mujhko Be-Tauq-O-Rasan-Basta Nahin chhoDa

agarche mujh ko be-tauq-o-rasan-basta nahin chhoḌa

kisi qaidi ko us ne is qadar sasta nahin chhoḌa

har ik se dusre ka rabt us ne toḌ Daala hai

kisi ka dil kisi ke dil se vabasta nahin chhoḌa

ḳhud apne ḳhvab chun aaya huun kuchh rangin dhokon men

kisi titli ki ḳhatir main ne guldasta nahin chhoḌa

sunen rudad-e-gham kis se ki ashob-e-tabahi ne

koi ik bhi gharana shahr men basta nahin chhoḌa

kahen kya haal qabron ka ki ab ke us ne basti men

janaze bhi guzarne ka koi rasta nahin chhoḌa

kahan par us ne mujh par taliyan bajti nahin chahen

kahan kis kis ko mere haal par hansta nahin chhoḌa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ka Jism Hua Jaan-O-Dil Kisi Ke Hue

Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe

Mere Mahbub Tum Ho Yar Tum Ho Dil-Ruba Tum Ho

Sab Ne honTon Se Laga Kar toD Dala Hai Mujhe

Baqi Na Rahe Hosh Junun Aisa Hua Tez

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet