• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Phir Shahr Mein Wo KHush-Ada Wapas palaT Aae

Agar Phir Shahr Mein Wo KHush-Ada Wapas palaT Aae

agar phir shahr men vo ḳhush-ada vapas palaT aa.e

mulaqaton ka shayad silsila vapas palaT aa.e

main us ko bhuul ja.un raat ye mangi dua main ne

karun kya main agar meri dua vapas palaT aa.e

guzarta hi nahin mausam juda.i ke dayaron ka

milan-rut ke kinaron se hava vapas palaT aa.e

vo ab un raston par hai jahan bas phuul khilte hain

bulave ki mire har ik sada vapas palaT aa.e

na.e raste mubarak us ko lekin kuchh qadam baḌh kar

bichhaḌne ka mujhe de hausla vapas palaT aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

So Duniya Mein Jina Basna Dil Ko Marne Mat Dena

poet

Teri Nazron Pe Tasadduq Aaj Ahl-E-Hosh Hain

Junun Ki Rah Mein Pahle Dar-E-Jaanana Aata Hai

Sukhi Tahni Tanha chiDiya Phika Chand

Tera Niyaz-Mand Hun Niyaz Ke Baghair Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet