• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Se Raston Mein Tu Ne Jo Rasta Chuna Tha

Bahut Se Raston Mein Tu Ne Jo Rasta Chuna Tha

bahut se raston men tu ne jo rasta chuna tha

farishte aaj tak hairat men hain kaisa chuna tha

bahut se shahr rahne ke liye hazir the lekin

hamesha zinda rahne ke liye sahra chuna tha

jo pichhe aa rahe the un se tu ghafil nahin tha

ki tu ne raste ka ek ik kanTa chuna tha

jahan men kaun tha dosh-e-nabi jis ka tha murkkab

isi ḳhatir barhana-pa.i ne tujh sa chuna tha

zamana janta hai kaun tha jo paar utra

ki tu ne pyaas aur darbar ne dariya chuna tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Husn Se haT Ke Mohabbat Ki Nazar Jae Kahan

Usko Kar Ke Salam Rang Khule

poet

Hain Ahl-e-Chaman Hairan Ye Kaisi Bahaar Aai

Tumhaare Shahar Mein Tha Bhi to Ek Musafir Main

poet

Mujh Par Surur Chha Gaya Baada-E-Dil-Nawaz Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet