• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Pairon Ke Chhaale Kam Na Honge

Agar Pairon Ke Chhaale Kam Na Honge

agar pairon ke chhale kam na honge

to rahon men ujale kam na honge

rahegi badalon ki mehrbani

zamin par nadiyan naale kam na honge

sitare kam to ho sakte hain lekin

mohabbat karne vaale kam na honge

ye ashiq hain hasinaon ki shaukat

ye mahtabon ke haale kam na honge

salamat hai labon ki pyaas jab tak

chhalakte mai ke pyale kam na honge

kama.i hogi jo mehnat ki ‘panchhi’

to roTi ke nivale kam na honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Saqi Hai Garche Be-Shumar Sharab

Akasr Raat Gae Tak Main chaukhaT Par baiTha Rahta Hun

Chand Nikla Gagan Mein Kya Kya Kuchh

Lage Jab Pyas to Rista Lahu Pine Nahin Deta

poet

Mizhgan Pe Aaj Yas Ke Moti Bikhar Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet