• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Kuchh Bhi Mere Ghar Se Dam-E-ruKHsat Nikalta Hai

Agar Kuchh Bhi Mere Ghar Se Dam-E-ruKHsat Nikalta Hai

agar kuchh bhi mire ghar se dam-e-ruḳhsat nikalta hai

uTha le jaa.e jis ka jo miri babat nikalta hai

ye virani si yunhi to nahin rahti hai ankhon men

mire dil hi se koi jada-e-vahshat nikalta hai

ajab hairat-sara hai ye jahan-e-tang-daman bhi

yahan to dil bhi dhaḌkan se dam-e-hasrat nikalta hai

ḳhush-arzani hui hai is qadar bazar-e-hasti men

giran jis ko samajhta huun vo kam-qimat nikalta hai

ik aisi basti-e-surat-garan men ab ke aaya huun

mujhe jo dekhta hai mera ham-surat nikalta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Agar Wo Gul-Badan Mujh Pas Ho Jawe to Kya Howe

mushafi-ghulam-hamdani

Aise dare Hain Kis Ki Nigah-E-Ghazab Se Hum

poet

Shahron Se Shahr-E-Yar Ki Tanhaiyan Na Puchh

gulzar

Kanch Ke Pichhe Chand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi

Baad-E-Saba Ye Zulm KHuda-Ra Na Kijiyo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet