• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Afsurdagi-E-Dard-E-Faraqat Hai Sahar Tak

Afsurdagi-E-Dard-E-Faraqat Hai Sahar Tak

poet

afsurdagi-e-dard-e-faraqat hai sahar tak

ye shaam to ik sham-e-qayamat hai sahar tak

koi to andheron men ujalon ka sabab ho

maana ki charaghon ki haqiqat hai sahar tak

ab ham pe jo aa.i to kisi taur na guzri

sunte the shab-e-gham ki tavalat hai sahar tak

phir raakh bhi ho jaa.en to ho jaa.en bala se

ankhon ke havalon ki zarurat hai sahar tak

jis raat khula mujh pe vo mahtab ki surat

vo raat sitaron ki amanat hai sahar tak

suraj pe hukumat hai yahan dida-varon ki

sinon ki sulagne ki ijazat hai sahar tak

gunjega har ik halqa-e-zanjir-e-asiran

ḳhamoshi-e-zindan ki aziyyat hai sahar tak

ye raqs-e-bala saz-e-junun-ḳhez pe ‘az.har’

ye mahfil-e-hangama-e-vahshat hai sahar tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Jahan Mere Na Hone Ka Nishan Phaila Hua Hai

Qalb-E-Alam-Nasib Ki Tishna-Labi Bujhae Ja

ajmal-siraj

Aur To Khair Kya Rah Gaya

Shahr-E-Wahshat Ko KHwab-Gar to Mile

Sahar Anjaan Si Maghmum Sa KHwab-E-Wafa Kyun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet