taaj jab mard ke mathe pe nazar aata hai
yak-ba-yak khuun miri ankhon men utar aata hai
jab nazar aata hai aurat ki jabin par mujh ko
ijz-o-taslim ka har naqsh ubhar aata hai