• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ada Hai Khwab Hai Taskin Hai Tamasha Hai

Ada Hai Khwab Hai Taskin Hai Tamasha Hai

aamir-suhail

ada hai khvab hai taskin hai tamasha hai

hamari aankh men ik shakhs be-tahasha hai

zara si chaae giri aur daagh daagh varaq

ye zindagi hai ki akhbar ka tarasha hai

tumhara bolta chehra palak se chhu chhu kar

ye raat aina ki hai ye din tarasha hai

tire vajud se bara-dari damak utthi

ki phuul pallu sarakne se irtiasha hai

main be-zaban nahin jo bolta huun likh likh kar

miri zaban tale zahr ka batasha hai

tumhari yaad ke charkon se lakht lakht hai ji

ki khanjaron se kisi ne badan ko qasha hai

jahan bhar se jahan-gard dekhne aaen

ki putliyon ka mire mulk men tamasha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Apne Shahr Ke Liye dua

Shikwa Karte Hain Zaban Se Na Gila Karte Hain

asrarul-haq-majaz

Mujhe Saghar dobara Mil Gaya Hai

Dil-E-Dard-Ashna Ka Muddaa Kya

Sheikh Saadi

Khush Ba-didam Sufiyan Ra Sohbat-e-Khammar Mast

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet