• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Achchhi Nahin Ye Khamushi Shikwa Karo Gila Karo

Achchhi Nahin Ye Khamushi Shikwa Karo Gila Karo

nida-fazli

achchhi nahin ye khamushi shikva karo gila karo

yuun bhi na kar sako to phir ghar men khuda khuda karo

shohrat bhi us ke saath hai daulat bhi us ke haath hai

khud se bhi vo mile kabhi us ke liye dua karo

dekho ye shahr hai ajab dil bhi nahin hai kam ghazab

shaam ko ghar jo aauun main thoda sa saj liya karo

dil men jise basao tum chand use banao tum

vo jo kahe padha karo jo na kahe suna karo

meri nashist pe bhi kal aaega koi dusra

tum bhi bana ke rasta mere liye jagah karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Hai Yaad Ki Wo Yaad Kab Nahin Aaya

nida-fazli

dhup Mein Niklo Ghataon Mein Naha Kar dekho

Zamin Phir Dard Ka Ye Saeban Koi Nahin Dega

Sard Na Kar Mazaq-E-Ishq Be-KHudi-E-Namaz Mein

Dub Kar Ubharne Mein Der Kitni Lagti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet