• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Yaqinon Ke KHuda Shahr-E-Guman Kis Ka Hai

Ai Yaqinon Ke KHuda Shahr-E-Guman Kis Ka Hai

ai yaqinon ke ḳhuda shahr-e-guman kis ka hai

nuur tera hai charaghon men dhuan kis ka hai

kya ye mausam tire qanun ke paband nahin

mausam-e-gul men ye dastur-e-ḳhizan kis ka hai

raakh ke shahr men ek ek se main puchhta huun

ye jo mahfuz hai ab tak ye makan kis ka hai

mere mathe pe to ye daagh nahin tha pahle

aaj a.ine men ubhra jo nishan kis ka hai

vahi tapta hua sahra vahi sukhe hue honT

faisla kaun kare ab-e-ravan kis ka hai

chand rishton ke khilaune hain jo ham khelte hain

varna sab jante hain kaun yahan kis ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Logon Ne Hum Ko Shahr Ka Qazi Bana Diya

Hawas Ki Hukm-Rani Ho Rahi Hai

Safed Raat Ko Din Ki dhaDak Samajhte Hain

Kitne Barse Nagar Nagar Patthar

Aa Chal Ke Basen Hamdam-E-Dairina Kahin Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet