• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Achchha Lagta Hai

Achchha Lagta Hai

fatima-hasan

mujhe phulon ka mausam

ped paude aur parinde aur bachche

achchhe lagte hain

mujhe ik duur tak jaati sadak par

chalte rahna achchha lagta hai

mujhe paani pe machhli ka uchhalna achchha lagta hai

mujhe titli ka phulon par bhatakna achchha lagta hai

mujhe barsat men phaili

dhanak bhi achchhi lagti hai

mujhe hathon men chudi ki khanak bhi

achchhi lagti hai

mujhe tum achchhe lagte ho

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apni Taqdir Ko piTe Jo Pareshan Hai Koi

Ek Chup Khae Gai Hai Mujhko

akhlaq-ahmad-ahan

Laga Ke Aag Bujhane Ki Baat Karte Ho

Tanhai Mein Dikhte Lamhe Jab Kuchh Yaad Dilate Hain

Kaise Kabhi Kisi Ko Dikhaega Aaina

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet