• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Achanak Aise Jal-Thal Ho Gae Kyun

Achanak Aise Jal-Thal Ho Gae Kyun

achanak aise jal-thal ho ga.e kyuun

ki sahra saare jangal ho ga.e kyuun

qadam is tarah se shal ho ga.e kyuun

sahare itne bojhal ho ga.e kyuun

nahin taḳhfif in men ik zara si

ye gham itne musalsal ho ga.e kyuun

tiri qurbat ke vo saare zamane

simaT kar ek hi pal ho ga.e kyuun

unhen itne dinon ke baa’d dekha

ḳhushi men phir ye be-kal ho ga.e kyuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Par Raushni Hi Raushni Hai

iffat-zarrin poetess

Zehn O dil Ke Fasle The Hum Jinhen Sahte Rahe

Is Tarah Yaad Aane Se Kya Faeda

Din Ke Paikar Mein Kahin Raat Mein Dhalte Hue Rang

Main Nind Ke Aiwan Mein Hairan Tha Kal Shab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet