• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abru Hai Kaba Aaj Se Ye Nam Rakh Diya

Abru Hai Kaba Aaj Se Ye Nam Rakh Diya

abru hai ka.aba aaj se ye naam rakh diya

ham ne uTha ke taaq pe islam rakh diya

nashshe men ja gira jo main masjid men sar ke bal

zahid ne mujh pe sajde ka ilzam rakh diya

jhichka vo ḳhauf kha ke to main ne taḌap ke ḳhud

barchhi ki nok par dil-e-nakam rakh diya

dilchasp naam sun ke lage mangne hasin

kis ne zara se ḳhuun ka dil naam rakh diya

itni to us ne ki miri dil-soziyon ki qadr

turbat pe ik charagh sar-e-sham rakh diya

juuḌa jo bandh gaya to na.e dil kahan phansen

tu ne idhar lapeT ke kyuun daam rakh diya

aankh is ada se us ne dikha.i ki main ne ‘shauq’

chupke se apna mai ka bhara jaam rakh diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Lau Kaisi Hai Jo Ek sans Bhi Maddham Nahin Hoti

Mere Har Lafz Ki Tauqir Rahne Ke Liye Hai

shakeel-badayuni

Fareb-E-Mohabbat Se Ghafil Nahin Hun

Qaid-E-Shab-E-Hayat Badan Mein Guzar Ke

Kaisa Makan Saya-E-Diwar Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet