• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Yahan Koi Nahin Pahle Yahan Tha Koi

Ab Yahan Koi Nahin Pahle Yahan Tha Koi

ab yahan koi nahin pahle yahan tha koi

jis ke dam se ye makan aur makan tha koi

da.era da.era tha jis se vo markaz na raha

jab vo tha nuqta-e-be-qibla kahan tha koi

nang-e-maidan hai jo ab zinat-e-maidan tha kabhi

ab jahan gum huun vahan pahle ravan tha koi

meri shaḳhen mire patte mujhe sab chhoḌ ga.e

jaise main ba.is-e-yalghar-e-ḳhizan tha koi

yahi saa.e the magar tez thi jab shauq ki lau

fitna-e-dil tha koi afat-e-jan tha koi

huun vo lamha ki na manoge rahunga jab tak

na rahunga to ḳhayal aa.ega haan tha koi

raaz mera na khulega ye khulega mire ba.ad

kuchh na tha jis pe muqarrar nigaran tha koi

asmanon se tu kya toḌ ke la.ega ‘muhib’

qaht kya chand ke TukḌon ka yahan tha koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Kabhi Bistar Kabhi Chadar Bichhate Rah Gae

Lahu Tezab Karna Chahta Hai

Wo the Pahlu Mein Aur Thi Chandni Raat

Tu Ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Sham Ke Baad

Chaar Jaanib Se Sada Aai Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet