• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Us Ka Wasl Mahnga Chal Raha Hai

Ab Us Ka Wasl Mahnga Chal Raha Hai

ab us ka vasl mahnga chal raha hai

to bas yadon pe ḳharcha chal raha hai

mohabbat do-qadam par thak ga.i thi

magar ye hijr kitna chal raha hai

bahut hi dhire dhire chal rahe ho

tumhare zehn men kya chal raha hai

bas ik hi dost hai duniya men apna

magar us se bhi jhagḌa chal raha hai

dilon ko toḌne ka fan hai tum men

tumhara kaam kaisa chal raha hai

sabhi yaron ke maqte ho chuke hain

hamara pahla misra chal raha hai

ye ‘tabish’ kya hai bas ik khoTa sikka

magar ye khoTa sikka chal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Salib-E-Dard Pe Wara Gaya Tha Kyun Mujhko

Ye Uski Marzi Ki Main Us Ka intiKHab Na Tha

poet

Bahaar Aai Hai Kya Kya Chaak Jaib-E-Pairahan Karte

Dard Sa uTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib

poet

Rok De Usko Bhala Kis Ki Majal Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet