• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab ujaDne Ke Hum Na Basne Ke

Ab ujaDne Ke Hum Na Basne Ke

ab ujaḌne ke ham na basne ke

kaT ga.e jaal saare phansne ke

tajrabon men na zahr zaa.e.a kar

siikh adab pahle Dasne ke

us se kahiyo jo ḳhud men Duuba hai

tujh pe badal nahin barasne ke

milna-julna abhi bhi hai lekin

haath se haath ab na masne ke

naqsh-e-sani hain jhilmilate sarab

naqsh-e-avval the paaon dhansne ke

aisa viran hua hai dil is baar

ab ke imkan nahin hain basne ke

ruThe bachchon se chheḌ karta huun

DhunDhta huun bahane hansne ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Hoti bhiD Rindon Ki to maiKHane Kidhar Jate

bashir-badr

Hamara dil Sawere Ka Sunahra Jam Ho Jae

Sufi

Aaj Prem To Tujh Sun Kholun

insha-allah-khan-insha

Hai Jis Mein Qufl-E-Khana-E-Khummar Todiye

Aap Ki Bas Ye Nishani Rah Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet