• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab to Ashkon Ki Rawani Mein Na Rakkhi Jae

Ab to Ashkon Ki Rawani Mein Na Rakkhi Jae

ab to ashkon ki ravani men na rakkhi jaa.e

us ki tasvir hai paani men na rakkhi jaa.e

ek hi dil men Thahar jaa.en hamesha ke liye

zindagi naql-e-makani men na rakkhi jaa.e

zinda rakhna ho mohabbat men jo kirdar mira

sa.at-e-vasl kahani men na rakkhi jaa.e

yuun to milte hain sabhi log bichhaḌne ke liye

na-gahani ye javani men na rakkhi jaa.e

bhuul jaana hai to ai dost bhula de mujh ko

yaad ab yad-dahani men na rakkhi jaa.e

jab koi ek kashish khinch rahi hai ham ko

kimiya falsafa-dani men na rakkhi jaa.e

dil bhi thoḌa sa subuk-dosh-e-tamanna kar de

kuchh tabi.at bhi girani men na rakkhi jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mai-E-Be-Rang Ka Sau Rang Se Ruswa Hona

Sukhi Tahni Tanha chiDiya Phika Chand

Hayat Hai Ki Musalsal Safar Ka Aalam Hai

Sufi

Chhan Pal Ghadi Nis din Tum Pyare

Lafz Ki Buhtat Itni Naqd O Fan Mein Aa Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet