• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Mujhko Rukhsat Hona Hai Kuchh Mera Haar-Singhaar Karo

Ab Mujhko Rukhsat Hona Hai Kuchh Mera Haar-Singhaar Karo

shabnam-shakeel

ab mujh ko rukhsat hona hai kuchh mera har-singhar karo

kyuun der lagati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyar karo

ro ro kar ankhen laal huiin tum kyuun sakhiyo behal huiin

ab doli uthne vaali hai lo aao mujh ko pyaar karo

ye kaisa anokha joda hai jo aaj mujhe pahnaya hai

main huron jaisi dulhan bani ab uttho aur didar karo

ik haar hai surkh gulabon ka ik chadar surkh gulabon ki

aur kitna ruup chadha mujh par is baat ka to iqrar karo

ik baar yahan se jaungi main laut ke phir kab aungi

tum ah-o-zari laakh karo tum minnat sau sau baar karo

haan yaad aaya is basti men kuchh diye jalae the main ne

tum un ko bujhne mat dena bas ye vaada ik baar karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wahi Jo Manzil-E-Shams-O-Qamar Mein Rahta Hai

Waraftagi-E-Ishq Na Jae to Kya Karen

Kis Qadar Ruh Pasheman Hai Tumhein Kya Malum

Dastak Hui to Sar Pe dupaTTa Sambhal Gaya

Uski Aankhon Mein Tamanna-E-Sahar Rakh Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet