• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Khushi Hai Na Koi dard Rulane Wala

Ab Khushi Hai Na Koi dard Rulane Wala

nida-fazli

ab khushi hai na koi dard rulane vaala

ham ne apna liya har rang zamane vaala

ek be-chehra si ummid hai chehra chehra

jis taraf dekhiye aane ko hai aane vaala

us ko rukhsat to kiya tha mujhe maalum na tha

saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala

duur ke chand ko dhundo na kisi anchal men

ye ujala nahin angan men samane vaala

ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya

koi jaldi men koi der se jaane vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHarabi Ke Nazare Ug Rahe Hain

Ek Hara Jazira Bhi Paniyon Se Aage Hai

hatim-ali-mehr

Badan-E-Yar Ki Bu-Bas Uda Lae Hawa

poet

dair-O-Kaba Ko Rahguzar Samjhe

Ishq Jab Manzil-E-aKHir Se Guzarta Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet