• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Karb Ke Tufan Se Guzarna Hi paDega

Ab Karb Ke Tufan Se Guzarna Hi paDega

ab karb ke tufan se guzarna hi paḌega

suraj ko samundar men utarna hi paḌega

fitrat ke taqaze kabhi badle nahin jaate

ḳhushbu hai agar vo to bikharna hi paḌega

paḌti hai to paḌ jaa.e shikan us ki jabin par

sachcha.i ka iz.har to karna hi paḌega

har shaḳhs ko a.enge nazar rang sahar ke

ḳhurshid ki kirnon ko bikharna hi paḌega

main soch raha huun ye sar-e-shahr-e-nigaran

ye us ki gali hai to Thaharna hi paḌega

ab shana-e-tadbir hai hathon men hamare

halat ki zulfon ko sanvarna hi paḌega

ik umr se be-nur hai ye mahfil-e-hasti

‘ejaz’ koi rang to bharna hi paḌega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Ai Husn-E-Yar Sharm Ye Kya Inqalab Hai

Sufi

Tuj Sen Mere Nazdik Hai Lalan Tu Kyun Nin Puchhta

Hai Aarzu Ki Aur to Kya KHud KHuda Na Ho

Mere Dil-Gulsitan Ko Kis Liye Aabaad Karna Tha

poet

Karunga Zindagi Mein KHalq-Ashna Ho Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet