• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nayab Hai Sukun dil-E-Be-Qarar Mein

Nayab Hai Sukun dil-E-Be-Qarar Mein

wajid-ali-shah-akhtar

nayab hai sukun dil-e-be-qarar men

bismil ki hai tadap mire kunj-e-mazar men

gulzar-e-dahr men chaman-e-be-khizan huun main

laale ka rang hai jigar-e-dagh-dar men

kanta mila hai guunj ka zulfon ka jaal hai

baali ki machhli haath lagi hai shikar men

nau laakh ki jabhi hui qimat use nasib

moti the mere ablon ke un ke haar men

ayyam-e-aish men rukh-e-daulat se hai alag

afsos par hamare kate hain bahar men

jab se udi hai khak-e-alam rashk-e-mahtab

ik asman aur hai mere ghubar men

dhoi hui hai duudh se teri zaban-e-saf

‘akhtar’ tu hi hai shairon ke e’tibar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ek Ek Qatra joD Kar Rakkha

dilon Ki Or dhuan Sa dikhai deta Hai

poet

dil Ko dar-Us-Surur Kahte Hain

poet

Tumhaare Did Ki Hasrat Bahut Mushkil Se Niklegi

poet

Bolega Kaun Aashiq-E-Nadar Ki Taraf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet