• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chup-Chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai

Chup-Chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai

chup-chap se is dasht men zulmat ka saman hai

pathra.i hui aankh men sho.ala bhi kahan hai

sukhe hue patton ko jo raundo to sada den

piste hue insan ke munh men to zaban hai

azmat ki bulandi pe main jis samt gaya huun

dekha hai tire paanv ka pahle hi nishan hai

andhi jo chali saath uḌa le ga.i sab ko

kya janiye is dasht men ab kaun kahan hai

roken bhi to ‘ḳhavar’ use roka nahin jaata

jhonke pe mujhe umr-e-gurezan ka guman hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Khul Kar Mujhse Milta Bhi Nahin Hai

Hawaen Lakh Chalen Lau Sambhalti Rahti Hai

Jis Raat Bhi Charagh-E-Shab-E-Gham Raha Hun Main

rahat-indori

Charaghon Ka Gharana Chal Raha Hai

Hai Baal-O-Par Mein Wahshat Si Be-Samt uDanen Bharti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet