• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa-E-daur-E-Mai-E-Khush-Gawar Rah Mein Hai

Hawa-E-daur-E-Mai-E-Khush-Gawar Rah Mein Hai

haidar-ali-aatish

hava-e-daur-e-mai-e-khush-gavar raah men hai

khizan chaman se hai jaati bahar raah men hai

gada-navaz koi shahsavar raah men hai

buland aaj nihayat ghubar raah men hai

adam ke kuuch ki lazim hai fikr hasti men

na koi shahr na koi dayar raah men hai

na badraqa hai na koi rafiq saath apne

faqat ina.yat-e-parvar-digar raah men hai

safar hai shart musafir-navaz bahutere

hazar-ha shajar-e-saya-dar raah men hai

maqam tak bhi ham apne pahunch hi jaenge

khuda to dost hai dushman hazar raah men hai

thaken jo paanv to chal sar ke bal na thahr ‘atish’

gul-e-murad hai manzil men khaar raah men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uThe Teri Mahfil Se to Kis Kaam Ke uTThe

Har Aaine Mein Badan Apna Be-Libas Hua

saleem-kausar

Koi Sachche Khwab dikhata Hai Par Jaane Kaun dikhata Hai

poet

Dekhna Jin Suraton Ka Shakl Thi Aaram Ki

khwaja-meer-dard

Mizhgan-E-Tar Hun Ya Rag-E-Tak-E-Burida Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet