• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan bichhDe the Agar Log Wahan Mil Jate

Jahan bichhDe the Agar Log Wahan Mil Jate

jahan bichhḌe the agar log vahan mil jaate

lauTne valon ko phir ghar ke nishan mil jaate

dil-navardon ka raha marhalon se ye shikva

jahan ummid thi ai kaash vahan mil jaate

mil gaya tum ko tumhara jahan ham ko apna

tum hamen milte to phir donon jahan mil jaate

ham ne piiri men phir is dil ko khangala hi nahin

sharm aati agar ehsas-e-javan mil jaate

ham se milne men tumhen aisi bhi mushkil kya thi

ham to sha.ir hain tumhen zer-e-zaban mil jaate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab shaKH-E-Gul chaTaKH Ke Giri Raaz Ki Tarah

Tujhe Maine Pa Ke Jo Kho Diya Ye Mere Nasib Ki Chaal Hai

Itna Hai Zindagi Ka Talluq KHushi Ke Sath

Ye Alag Baat Ki Rah Rah Ke Sada Aai Hai

Sulagti Ret Ko Dariya Nahin Kaha Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet