• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chanchalahat Mein Tu Mamola Hai

Chanchalahat Mein Tu Mamola Hai

abroo-shah-mubarak

chanchalahat men tu mamola hai

jhiljhilahat men dar amola hai

dekh tujh mukh kuun yuun chhupe yusuf

juun kabutar kuen men kola hai

sair karta huun baith kar us biich

dil hamara udan-khatola hai

sarv siin qad hai yaar ka mauzun

main ne mizan liin ke tola hai

sard-mehri siin be-vafa ka haal

hai khunuk is qadar ki ola hai

jaan kar ke ajaan hota hai

tum na jaano ki jaan bhola hai

ham suun sab mil kaho mubarakbad

ki tuk ik hans ke aa ke bola hai

‘abru’ haae kyuun gale na laga

mere dil men yahi malola hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sitare Palkon Pe Jalwa-Gar the Shikast-E-Azm-E-Fughan Se Pahle

Use Apne Fan Pe Jo Man Tha so Nahin Raha

Ahl-E-Mohabbat Ki Majburi baDhti Jati Hai

poet

Fughan-E-Nim-Shabi Mein Koi Asar De De

Kisi Bahane Bhi Dil Se Alam Nahin Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet