• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Chaman-Zar Hi Apna Hai Na Sahra Apna

Ab Chaman-Zar Hi Apna Hai Na Sahra Apna

poet

ab chaman-zar hi apna hai na sahra apna

kal har ik shakh pe mumkin tha basera apna

bam-o-dar tak na rahe ghar ke to ghar kya apna

ab falak bhi na hata le kahin saaya apna

umr bhar jis ne zamane ki masihai ki

ban saka apne hi gham main na masiha apna

kis ke ghar jaun kise aaj main apna samjhun

apne ghar hi men nahin koi shanasa apna

phir kasi mod pe ik roz pukaroge mujhe

chahe ab tod do dil se mire rishta apna

tum hamen harf-e-ghalat kah ke mita bhi na sake

ab bhi har lab pe sar-e-bazm hai charcha apna

shaam ho jaegi ik roz to chalte chalte

saath lete chalen ham aaj ujala apna

saath sab chhod gae rah-e-mohabbat men ‘hayat’

sarf ik saath raha naqsh-e-kaf-e-pa apna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rone Walon Ne Tere Gham Ko Saraha Hi Nahin

Dast-E-Shabnam Pe Dam-E-Shoala-Nawai Na Rakho

Palak Se Aa Lage Kai Jugnu Jagmagate Hue

Tilism-E-Ism-E-Mohabbat Hai Darpai-E-Dar-E-Dil

poet

Nur-E-Mah Ko Shab Tah-E-Abr-E-Tunak Kya Laf Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet