• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Apne Des Ki Aab-O-Hawa Hum Ko Nahin Bhati

Ab Apne Des Ki Aab-O-Hawa Hum Ko Nahin Bhati

poet

ab apne des ki ab-o-hava ham ko nahin bhati

ghulami ek zillat thi sarapa dard azadi

qayadat karne valon ko masiha.i ka da.ava tha

kisi ne lekin ab tak qaum ki biiḌi nahin kaaTi

abhi tak paanv se chimTi hain zanjiren ghulami ki

din aa jaata hai azadi ka azadi nahin aati

unhin aqvam ke rahm-o-karam par ab bhi jiite hain

ghurur-e-hurriyat ne jin se hasil ki thi azadi

baja-e-fikr-e-nau raj.at-pasandi aam sheva hai

haqiqat men musalman har jagah hai kushta-e-mazi

karachi men muhajir aur inglistan men kaale

tiri taqdir men ‘jami’ likhi hai ḳhana-barbadi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdullah-javed

Phul Ke Laeq Faza Rakhni Hi Thi

Pure Qad Se Main khaDa Hun Samne Aaega Kya

poet

Dukhti Hai Ruh Panw Ko Lachaar Dekh Kar

puja-bhatia

Hawaon Ke Muqabil Hun

akbar-hyderabadi

Sayon Se Bhi dar Jate Hain Kaise Kaise Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet