• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Aage Yar-E-Nau Yar-E-Kuhan Donon Hain Ek

Tere Aage Yar-E-Nau Yar-E-Kuhan Donon Hain Ek

poet

tere aage yar-e-nau yar-e-kuhan donon hain ek

zagh-e-zisht aur tuti-e-shakkar-shikan donon hain ek

main siyah-baḳht aur raqib-e-ru-siyah ham-rang hain

qiir tere paas aur mushk-e-ḳhutan donon hain ek

naghma-kash kya dastan apni suna.e vaan jahan

surat-e-bulbul aur fariyad-e-zaghan donon hain ek

ho raqib-e-murda-shau par ho na kyuun raushan-bayan

yaan charagh-e-gor-o-sham-e-anjuman donon hain ek

‘lutf’ ki azad-vaz.i se maza kya ḳhaak uTha.en

yaan zaqum-e-dozaḳh o sarv-e-chaman donon hain ek

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajiz-kamaal-rana

Ishq Mein Nam Kamaega To Chha Jaega

Sufi

Bajan Mit Pichhoda Jis Kun Howe

Jaana to Bahut Dur Hai Mahtab Se Aage

poet

Azizan Sitamgar Na Aaya Mere Ghar

Sufi

Wo Nazar Mehrban Agar Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet