• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Ahl-E-dil Hain Ki Nayab Hote Jate Hain

Ab Ahl-E-dil Hain Ki Nayab Hote Jate Hain

poet

ab ahl-e-dil hain ki nayab hote jaate hain

ghubar-e-khatir-e-ahbab hote jaate hain

tumhare aane se kuchh iztirab kam hota

ye kya ki aur bhi betab hote jaate hain

sukun-maab samajhte the jin kinaron ko

simat ke halqa-e-girdab hote jaate hain

hamen bhi raat ko din kahna aata jaata hai

ki ham bhi hamil-e-adab hote jaate hain

hamen mile na mile zindagi magar ‘nikhat’

suna hai ziist ke asbab hote jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Qaus-E-Quzah

Be-Lutf Hai Ye Soch Ki Sauda Nahin Raha

Phir Gulab Ki shaKHen Saj Gain Qarinon Se

poet

Din Hi Miliyega Ya Shab Aaiyega

Makin Ko Makan Se Nikaliye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet