• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Betab-E-Jaan-Gudazi Hai

Ishq Betab-E-Jaan-Gudazi Hai

wali-mohammad-wali

ishq betab-e-jan-gudazi hai

husn mushtaq-e-dil-navazi hai

ashk khunin suun jo kiya hai vazu

mazhab-e-ishq men namazi hai

jo hua raz-e-ishq suun agah

vo zamane ka fakhr-e-razi hai

pak-bazan suun yuun hua mafhum

ishq mazmun-e-pak-bazi hai

ja ke pahunchi hai hadd-e-zulmat kuun

bas-ki tujh zulf men darazi hai

tajrabe suun hua mujhe zahir

naaz mafhum be-niyazi hai

ai ‘vali’ aish-e-zahiri ka sabab

jalva-e-shahid-e-majazi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Calendar

saima-nasim-bano

Titli Qafas Mein Qaid-E-Saba dhundhti Rahi

Baad Muddat Ke Ye Hua Malum

Is Dasht Se Aage Bhi Koi Dasht-E-Guman Hai

poet

Bhar Pae Jaan-E-Zar Teri Dosti Se Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet