• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Mausam Ki Niyyat Jaanti Hain

Har Ek Mausam Ki Niyyat Jaanti Hain

naz-butt

har ik mausam ki niyyat janti hain

hava ke dar se shakhen kanpti hain

koi un ka bhi aa kar haath roke

vo yaden jo dilon ko katti hain

mujhe hai bad-dua shayad kisi ki

miri ankhon se ninden bhagti hain

badan men sarsarati hai khamoshi

ragon men vahshaten si nachti hain

ajab si kaifiyat hai bebasi ki

main so jaun to ankhen jagti hain

janazon par janaze uth rahe hain

sabhi maaon ki ruhen kanpti hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ada-jafarey

Kyun

Jab Hijr Ke Shahr Mein Dhup Utri Main Jag paDa to KHwab Hua

poet

Aapko Mujhse KHafa Mujhse KHafa Dekhta Hun

Ye Shahr-E-Gul KHash-O-KHashak Ho Gaya Kaise

Kaisi Sohbat Hai Kaisi Tanhai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet