• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaya Hai Mujhko Ek but-E-Sim-Bar Se KHat

Aaya Hai Mujhko Ek but-E-Sim-Bar Se KHat

aaya hai mujh ko ek but-e-sim-bar se ḳhat

main kyon javab men na likhun ab-e-zar se ḳhat

allah re shauq-e-silsila-e-nama-o-payam

ik ḳhat gaya idhar se ik aaya udhar se ḳhat

kya janun hoga harf-e-tamanna bhi ya nahin

bhiga tha likhte vaqt miri chashm-e-tar se ḳhat

naama amal ka dekh na ai davar-e-nushur

is par tu khinch ḳhama-e-rahmat-asar se ḳhat

har lafz us ka vah.y na kyon ho mire liye

likkha hai us ne ta.er-e-sidra ke par se ḳhat

us par farefta kahin qasid bhi ho na jaa.e

main bhejta nahin isi vahm-o-ḳhatar se ḳhat

‘za.iq’ ali ke naam ko mushkil men aazma

gardan pe tegh ka na paḌe is sipar se ḳhat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Ka Bana Sahaara Bhi

poet

Kyunke Kare Na Shahr Ko Ro Ro Ujad Chashm

Ghalat Sab Dalilen Ghalat Sab Hawale

Sharminda Unhen Aur Bhi Ai Mere KHuda Kar

Main Apni Aankh Bhi KHwabon Se Dho Nahin Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet