• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aawara Banjare Sare

Aawara Banjare Sare

avara banjare saare

suraj chand sitare saare

is chakrati dharti par hain

gardish ke to maare saare

ḳhud se jiit na paaya koi

apne aage haare saare

shabnam badal bhaap aur aansu

ik dariya ke dhare saare

ik dharti ki kokh se paida

dukh sanjhi dukhiyare saare

jo kuchh hai jholi men us ki

qudrat ham par vaare saare

ḳhud kahta hai dil divana

duniya ke gham la re saare

bol surile tere ‘pinhan’

saregama ga re saare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yaqin-O-Ilm Ki Faza Na Shahr Mein Na Ganw Mein

Ghaar Ke Munh Se Ye chaTTan haTane Ke Liye

ameer-minai

Hans Ke Farmate Hain Wo dekh Ke Haalat Meri

ahmad-ameer-pasha

Nahin Kuchh Masala Hum Ko Gharon Ka

Visal-ghaDiyon Mein Reza Reza Bikhar Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet