• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasman Par Bane the Chehre Se

Aasman Par Bane the Chehre Se

asman par bane the chehre se

log yaad aa.e bhule-bisre se

kitne suraj zamin men so.e

nuur phuTega zarre zarre se

aankh men aa gaya hai ik aansu

dasht sairab ek qatre se

sabz-mausam hai sahn men lekin

zard-rut jhankti hai kamre se

umr kitni bhi ho magar shohrat

baaz aati kahan hai naḳhre se

gham bhi darvesh ho gaya ‘faruq’

kam nikalta hai apne hujre se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tan-E-Nahif Ki KHatir Rida Nahin Mangi

Narm Lahje Mein Tahammul Se Zara Baat Karo

Haalat Ab to Itne Dushwar Ho Gae Hain

Dil-O-Dimagh Ki Zid Hai Ki Apne Ghar Mein Raho

Aawara Banjare Sare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet