• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasman Khol Diya Pairon Mein Rahen Rakh Din

Aasman Khol Diya Pairon Mein Rahen Rakh Din

asman khol diya pairon men rahen rakh diin

phir nasheman pe usi shaḳhs ne shaḳhen rakh diin

jab koi fikr jabin par hui raqsan main ne

ḳhvab ankhon men rakhe ankhon pe palken rakh diin

darmiyan ḳhamushi pahle to na aa.i thi magar

baton baton men hi us ne ka.i baten rakh diin

us ne jab toḌ diye saare ta.alluq mujh se

khinch kar siine se phir main ne bhi sansen rakh diin

meri tanha.i se tang aa ke mire hi ghar ne

aaj thak-har ke dahliz pe ankhen rakh diin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hamari Aaj-Kal Himmat Faqat Aah-O-Fughan Tak Hai

Dil Ki Mere Bisat Kya Ek Diya Bujha Hua

Dil Ka Moamla Jo Supurd-E-Nazar Hua

Ye Aaina Tha Magar Gham Ki Rahguzar Mein Tha

ahmad-hamesh

dar-Asl Ye Nazm Likhi Hi Nahin Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet