• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashna-E-Dard Tu Ai KHugar-E-Ishrat Nahin

Aashna-E-Dard Tu Ai KHugar-E-Ishrat Nahin

poet

ashna-e-dard tu ai ḳhugar-e-ishrat nahin

lazzat-e-gham ke barabar dusri lazzat nahin

qadr-o-qimat dil ki hai jab tak hai is men mauj-e-dard

jis men rang-o-bu us gul ki kuchh vaq.at nahin

nala-e-shab-gir ho pur-josh ho tufan-e-ashk

abr-e-baran ki bhi is ke samne qimat nahin

lutf-e-dard-e-dil se to hai be-ḳhabar ai charagar

is jahan men is se baḌh kar dusri ne.amat nahin

ye jigar baaqi hai gham ki mehmani ke liye

dil subuk-ḳhatir hai is men ḳhuun ki rangat nahin

dil diya hai jis ko vaa.iz hai hamen us ki talash

hur-e-jannat se shanasa.i nahin ulfat nahin

daulat-e-duniya-e-dun sarchashma-e-afkar hai

badshahi ko faqiri se koi nisbat nahin

ziist men meri kami thi ik gham-e-jan-kah ki

mil gaya qismat se vo bhi ab koi hasrat nahin

ho gaya afsos ‘hafiz’ na-murad-e-arzu

DhunDhta hai aur kahin taskin ki surat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aamir-E-Aql Se Shahzad Baghawat Kar Len

siraj-aurangabadi

Hamari Aankhon Ki Putliyon Mein Tera Mubarak Maqam Haiga

Ye Umr Guzri Hai Itne Sitam uThane Mein

Har Gham Ko Yun to Zabt Kiye Ja Raha Hun Main

zindagi se dur kab tak jaoge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet