• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashiq Na Agar Wafa Karega

Aashiq Na Agar Wafa Karega

poet

ashiq na agar vafa karega

phir aur kaho to kya karega

mat todiyo dil sanam kisi ka

allah tira bhala karega

hai alam-e-khvab hal-e-duniya

dekhega jo chashm va karega

jiita na bachega koi zalim

aisi hi jo tu ada karega

kal ke to kai pade hain zakhmi

kya janiye aaj kya karega

aa jaega samne tu jis ke

dil kya hai ki ji fida karega

kya janiye kya karega tufan

gar ashk yunhi baha karega

‘bedar’ ye bait-e-dard ro ro

furqat men tiri padha karega

”apni ankhon men tujh ko dekhun

aisa bhi kabhu khuda karega”

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Log Kahte Hain Bahut Humne Kamai Duniya

Wo Husn Ko Jalwa-Gar Karenge

majrooh-sultanpuri

Hamein Shuur-E-Junun Hai Ki Jis Chaman Mein Rahe

Kya Bataun Kaisi Thi Dil Ki Kaifiyat Meri

poet

dil Ko Samjhao Zara Ishq Mein Kya Rakkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet