• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashiq Jo Is Gali Ka Bhi Mar Kar Chala Gaya

Aashiq Jo Is Gali Ka Bhi Mar Kar Chala Gaya

ashiq jo is gali ka bhi mar kar chala gaya

duniya se ek aur qalandar chala gaya

ghurbat ka apne haal tujhe aur kya kahun

ik din to ik faqir bhi uTh kar chala gaya

fir.aun apne daur ka zinda hai aaj bhi

duniya samajh rahi thi sitamgar chala gaya

chaqu pe hai nishan kisi be-gunah ka

qatil to haath men liye ḳhanjar chala gaya

vo tinka joḌ kar ke nasheman jo tha bana

basti ki aag men vo mira ghar chala gaya

ummid kar chuka tha na.e saal se bahut

ik aur zaḳhm de ke december chala gaya

laila se jo mila tha vo patthar liye hue

‘janbaz’ apne shahr se bahar chala gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

dilon Se Aarzu-E-Umr-E-Jawedan Na Gai

qateel-shifai

Angdai Par Angdai Leti Hai Raat Judai Ki

sauda-mohammad-rafi

Le dida-E-Tar Jidhar Gae Hum

akhtar-ansari

Sina Khun Se Bhara Hua Mera

KHizan Mein KHubiyan Aaise Bahut Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet