• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gumrahi Mein Nae Rabte Mil Gae

Gumrahi Mein Nae Rabte Mil Gae

gumrahi men na.e rabte mil ga.e

raah bhaTke hue qafile mil ga.e

meri tanha-ravi ka bharam miT gaya

ham-safar raston men na.e mil ga.e

jaane vaale isi moḌ par ek din

phir milenge agar raste mil ga.e

main tire aur nazdik aa ja.unga

qurbaton men agar fasle mil ga.e

teri tasvir album se gum thi magar

ḳhat ka.i tere likhe hue mil ga.e

jaane kya baat thi aaj pardes men

ajnabi ajnabi se gale mil ga.e

aaj phir raat ki aankh nam ho ga.i

phir se ham ḳhvab ko jagte mil ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abid-wadood

Hawa Ke Rukh Pe Khula Baadban Andhere Ka

Hui Aaghaz Phulon Ki Kahani

meer-taqi-meer

Bar-Ha Gor-E-dil Jhanka Laya

Us Ka Qissa chhiDa Naqaben Khinch

Kya Sabab Tha Kis Liye Duniya Se Main Darta Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet