• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aarzuon Ka Hasin Paikar Tarash

Aarzuon Ka Hasin Paikar Tarash

arzuon ka hasin paikar tarash

ik sarab-e-sub.h ka manzar tarash

ik gharaunda reg-e-sahil se bana

barf ke patthar se ik dilbar tarash

dida-e-namnak se dariya baha

ah-e-sho.ala-bar se mahshar tarash

is hisar-e-zat se bahar nikal

gumbad-e-be-dar men tu ik dar tarash

bahr-e-ishrat men sadaf milta nahin

qatra-e-ḳhun-nab se gauhar tarash

tegh-e-zang-alud ko phir aab de

jabr-o-istibdad ke phir sar tarash

ta.ir-e-ḳhvahish ki lambi hai uḌaan

us ke bal-o-par ko tu akasr tarash

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin-E-Hijr Mein Gardan Talak gaDa Hua Hun

poet

Kyun Wo Mahbub Ru-Ba-Ru Na Rahe

nida-fazli

Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaya Jae

Mohabbat Mein Jina Nai Baat Hai

poet

Kun Ke Kahne Mein Jo Hua so Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet