• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aarzu Nakaam Ho Kar Rah Gai Hai

Aarzu Nakaam Ho Kar Rah Gai Hai

aarzu nakam ho kar rah ga.i hai

zindagi ilzam ho kar rah ga.i hai

ḳhvab ta.abiron ke ma.ani puchhte hain

niind be-anjam ho kar rah ga.i hai

yaad bhi qatil ki hai shamshir qatil

raat ḳhun-asham ho kar ga.i hai

vaqt ne dastar ki surat badal di

ab to ye ehram ho kar rah ga.i hai

zahr men Duubi hui ik muskurahaT

maut ka paigham ho kar rah ga.i hai

nachti hain dhaan ke kheton men pariyan

ye ghaTa in.aam ho kar rah ga.i hai

guftugu-e-dil ba-unvan-e-mohabbat

sar-ba-sar ilzam ho kar rah ga.i hai

gardish jam-o-subu ko kya hua hai

gardish-e-ayyam ho kar rah ga.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Taron Se Aur Baat Mein Kamtar Nahin Hun Main

Kakul-O-Chashm-O-Lab-O-ruKHsar Ki Baaten Karo

Jaane Us shaKHs Ko Ye Kaisa Hunar Aata Hai

Ye Duniya Aani-Jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta

poet

Jo Dur Se Hamein Akasr KHuda Sa Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet