• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bhi Kuchh Bhula Hua Tha Main Kuchh bhaTka Hua

Wo Bhi Kuchh Bhula Hua Tha Main Kuchh bhaTka Hua

vo bhi kuchh bhula hua tha main kuchh bhaTka hua

raakh men chingariyan DhunDi ga.iin aisa hua

dastanen hi sunani hain to phir itna to ho

sunne vaala shauq se ye kah uThe phir kya hua

umr ka Dhalna kisi ke kaam to aaya chalo

aa.ine ki hairaten kam ho ga.iin achchha hua

raat aa.i aur phir tariḳh ko dohra ga.i

yuun hua ik ḳhvab to dekha magar dekha hua

vo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar

aur main nadan ye samjha ki vo mera hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dost Ban Kar Wo Dilsitan Na Raha

poet

Usne Puchha to Faqat Dard Ka Afsana Khula

Kuchh Nahin Samjha Hun Itna muKHtasar Paigham Tha

Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-E-Jada

Nadi Ka Aab Diya Hai to Kuchh Bahaw Bhi De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet