• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suhane Sapne Aae Hain

Suhane Sapne Aae Hain

suhane sapne aa.e hain

lubhane sapne aa.e hain

mujhe manzil ki davat hai

bulane sapne aa.e hain

miri bedar ankhon ko

sajane sapne aa.e hain

main ik muddat se soya tha

jagane sapne aa.e hain

mujhe paane tum aa.e ho

ganvane sapne aa.e hain

ye sapne ja nahin sakte

churane sapne aa.e hain

ye arman phir se toḌenge

dikhane sapne aa.e hain

naya sa khel hai koi

purane sapne aa.e hain

mujhe to aḳhiri dam tak

hansane sapne aa.e hain

ajab ‘mahtab’ ankhon ke

divane sapne aa.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Manzar-E-Subh dikhane Use Laya Na Gaya

Bazm-E-Nashat-O-Aish Ka Saman Liye Hue

Gham-E-Dil Ka Bayan chhoD Gae

Chalte Chalte Rah Mein Aisa Bhi Kar Jate Hain Hum

Rang Hai Raushni Hai Murat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet