• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saqi Ko Agar Fikr-E-Mudawa Bhi Nahin Hai

Saqi Ko Agar Fikr-E-Mudawa Bhi Nahin Hai

saaqi ko agar fikr-e-mudava bhi nahin hai

is kam-nigahi ka hamen shikva bhi nahin hai

vo jaur se baaz aaya ho aisa bhi nahin hai

aur shahr men zalim kahin rusva bhi nahin hai

achchha hai agar aap ka ho jaa.e ishara

tufan ka.i roz se uThTha bhi nahin hai

palkon pe chamakne lage ashkon ke sitare

honTon pe tabassum abhi aaya bhi nahin hai

kis daur men tum mehr-o-vafa DhunD rahe ho

ab dil men kahin ḳhauf-e-ḳhuda ka bhi nahin hai

kya janiye kya baat hai kya bhuul ga.e vo

muddat hui dil zor se dhaḌka bhi nahin hai

ai ‘shauq’ ghazal kahte ho aur tum ko abhi tak

alfaz baratne ka saliqa bhi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaisi Ab Hai Isi Haalat Mein Nahin Rah Sakta

nida-fazli

Sone Se Pahle

Ek Gosha-E-Dil Mein Jo Kisi Ke Hain Makin Hum

poet

Kabhi Haya Unhen Aai Kabhi Ghurur Aaya

ahmad-mahfuz

Uthiye Ki Phir Ye Mauqa Hathon Se Ja Rahega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet