• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Aaine Ne Kaha ruKHsat-E-Ghubar Ke Baad

Har Aaine Ne Kaha ruKHsat-E-Ghubar Ke Baad

har aa.ine ne kaha ruḳhsat-e-ghubar ke ba.ad

yahan to kuchh bhi nahin hai jamal-e-yar ke ba.ad

zamana zer-e-nagin tha raza-e-yar ke ba.ad

vo iḳhtiyar mila tark-e-iḳhtiyar ke ba.ad

ye manta huun adab shart-e-ishq hai lekin

ye hosh kis ko rahega nigah-e-yar ke ba.ad

paron se munh ko chhupa kar qafas men aa baiTha

chaman ka haal na dekha gaya bahar ke ba.ad

vo jaam jaam nahin hasil-e-do-alam hai

jo dast-e-shauq men aaya hai intizar ke ba.ad

gham-e-firaq ki manzil ‘ra.is’ ḳhatm hui

ab aage jalve hi jalve hain hijr-e-yar ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thi Ajab Hi Dastan Jab Tamam Ho Gai

Tumhaari Bazm Mein Mahrum-E-Jam Hum Bhi The

poet

Zulf-E-dilbar Le Gai dil Ghat Se

neel-ahmed

Mahw-E-Raqs-E-Visal Tha Kya Tha

ahmad-husain-mail

Zamzama Nala-E-Bulbul Thahre

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet