• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Pata Mera Nahin Hai Aashiyanon Mein Kahin

Kuchh Pata Mera Nahin Hai Aashiyanon Mein Kahin

poet

kuchh pata mera nahin hai ashiyanon men kahin

gum hua huun chalte chalte karvanon men kahin

ai dua us ki ḳhabar le kar tu jaldi lauTna

gum ga.i hai aah meri asmanon men kahin

ḳhvab ke rath jis jagah hota hai badal par safar

aaj shab le ja mujhe tu un jahanon men kahin

ek suraj chhup gaya hai aa ke chadar men miri

ek saaya mil gaya hai sa.ebanon men kahin

raat mash.al le ke un ko DhunDne main ja.unga

jo chhupe baiThe hain dil ke raakh danon men kahin

garche hai dushvar phir bhi DhunDhta phirta huun main

ek chehra gum hua a.ina-ḳhanon men kahin

jin ke hone se mayassar hain tujhe asaniyan

kaash ho mera shumar un mehrbanon men kahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Viran Sa Ab Hun Jo Main Aisa to Nahin Tha

nazeer-akbarabadi

Ada Ke Tausan Par Us Sanam Ko Jo Aaj Humne Sawar dekha

Mangte Mangte Dua Mere Sath

Ai Naqsh-Garo Lauh-E-Tahrir Hamein De Do

poet

KHaraba Aur Hota Hai KHarab Aahista Aahista

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet